Current Date: 19 Jan, 2025

Suraj Jab Palke Khole

- Udit Narayan


Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole,
Main Duniya Se Kyun Daroon,
Mere Rakshak Hai Shiv Bhole,
Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole.

Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay.

Gangadharan Wo Bhavbhay Bhajan,
Mati Chhue To Ho Jaye Chandan,
Bilv Ki Patthiyon Par Wo Rije,
Pal Mein Dukhi Ko Dekh Pasiye,
Shuddh Chitt Walo Ko Jhulata,
Anand May Hindole,
Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole.

Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay.

Milta Unhi Se Humein Dhan Vaibhav,
Karte Asambhav Ko Wo Sambhav,
Jag Mein Koi Jab Haste Rota,
Shiv Ki Ichha Se Sab Hota,
Jise Dekhni Ho Shiv Leela,
Shiv Ka Deewana Hole,
Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole.

Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay.

Shambhu Kavach Ban Jate Jin Ka,
Baal Bhi Banka Hoye Na Unka,
Chahe Kashton Ki Chale Nit Aandhi,
Aanch Kabhi Na Un Par Aati,
Shiv Unki Har Vipda Harte,
Kabhi Sheeghr Kabhi Hole,
Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole.

Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay Bolo,
Om Namah Shivay.

Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole,
Main Duniya Se Kyun Daroon,
Mere Rakshak Hai Shiv Bhole,
Suraj Jab Palke Khole,
Man Namah Shivay Bole.

Credit Details :

Song: Suraj Jab Palke Khole
Singer: Udit Narayan
Music Director: Durga-Natraj

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।