भोले शंकर दानी
तू जग का विधाता है
अपने भक्तो का तू
अपने भक्तो का तू
बस दीन दाता है
भोलें शंकर दानी
तू जग का विधाता है
जब दुनिया सोती है
तब तू ही जगता है
जग का पालन पोषण
बस भोला करता है
भक्तों के कष्टों को
भक्तों के कष्टों को
तू दूर भगाता है
भोलें शंकर दानी
तू जग का विधाता है
कोई दूध से नहलाए
जल कोई चढ़ा जाए
कोई उख का जल सींचे
कोई भंग पीला जाए
कोई आक धतूरे का
कोई आक धतूरे का
तुझे भोग लगाता है
भोलें शंकर दानी
तू जग का विधाता है
किस्मत ही बदल डाले
जो नाम जपे तेरा
आफत से तू टाले
जो ध्यान धरे तेरा
चरणों में ‘हर्ष’ तेरे
चरणों में ‘हर्ष’ तेरे
ये शीश झुकाता है
भोलें शंकर दानी
तू जग का विधाता है
भोले शंकर दानी
तू जग का विधाता है
अपने भक्तो का तू
अपने भक्तो का तू
बस दीन दाता है
भोलें शंकर दानी
तू जग का विधाता है
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Apne Bhakton Ka Tu
Apne Bhakton Ka Tu
Bas Deen Daata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Jab Duniya Soti Hai
Tab Tu Hi Jagta Hai
Jag Ka Paalan Poshan
Bas Bhola Karta Hai
Bhakton Ke Kashton Ko
Bhakton Ke Kashton Ko
Tu Door Bhagata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Koi Doodh Se Nahaaye
Jal Koi Chhada Jaye
Koi Ukh Ka Jal Seenche
Koi Bhang Peela Jaye
Koi Aak Dhatore Ka
Koi Aak Dhatore Ka
Tujhe Bhog Lagata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Kismat Hi Badal Daale
Jo Naam Jape Tera
Aafat Se Tu Taale
Jo Dhyaan Dhare Tera
Charno Mein ‘Harsh’ Tere
Charno Mein ‘Harsh’ Tere
Ye Sheesh Jhukata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Apne Bhakton Ka Tu
Apne Bhakton Ka Tu
Bas Deen Daata Hai
Bhole Shankar Daanee
Tu Jag Ka Vidhata Hai
Credit Details :
Song: Bhole Shankar Dani Tu Jag Ka Vidhata Hai
Singer: Saurabh-Madhukar
Lyricist: Vinod Agarwal
Music Director: Indranil Roy
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।