भोले शंकर दानी,
तू जग का विधाता है,
अपने भक्तो का तू,
अपने भक्तो का तू,
बस दीन दाता है,
भोलें शंकर दानी,
तू जग का विधाता है।।
जब दुनिया सोती है,
तब तू ही जगता है,
जग का पालन पोषण,
बस भोला करता है,
भक्तों के कष्टों को,
भक्तों के कष्टों को,
तू दूर भगाता है,
भोलें शंकर दानी,
तू जग का विधाता है।।
कोई दूध से नहलाए,
जल कोई चढ़ा जाए,
कोई उख का जल सींचे,
कोई भंग पीला जाए,
कोई आक धतूरे का,
कोई आक धतूरे का,
तुझे भोग लगाता है,
भोलें शंकर दानी,
तू जग का विधाता है।।
किस्मत ही बदल डाले,
जो नाम जपे तेरा,
आफत से तू टाले,
जो ध्यान धरे तेरा,
चरणों में ‘हर्ष’ तेरे,
चरणों में ‘हर्ष’ तेरे,
ये शीश झुकाता है,
भोलें शंकर दानी,
तू जग का विधाता है।।
भोले शंकर दानी,
तू जग का विधाता है,
अपने भक्तो का तू,
अपने भक्तो का तू,
बस दीन दाता है,
भोलें शंकर दानी,
तू जग का विधाता है।।
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai,
Apne Bhakto Ka Tu,
Apne Bhakto Ka Tu,
Bas Deen Daata Hai,
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai.
Jab Duniya Soti Hai,
Tab Tu Hi Jagta Hai,
Jag Ka Palan Poshhan,
Bas Bhola Karta Hai,
Bhakton Ke Kashton Ko,
Bhakton Ke Kashton Ko,
Tu Door Bhagata Hai,
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai.
Koi Doodh Se Nahlaye,
Jal Koi Chadhaye,
Koi Ukh Ka Jal Sinche,
Koi Bhang Peela Jaye,
Koi Aak Dhature Ka,
Koi Aak Dhature Ka,
Tujhe Bhog Lagata Hai,
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai.
Kismat Hi Badal Daale,
Jo Naam Jape Tera,
Aafat Se Tu Taale,
Jo Dhyaan Dhare Tera,
Charno Mein 'Harsh' Tere,
Charno Mein 'Harsh' Tere,
Ye Sheesh Jhukata Hai,
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai.
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai,
Apne Bhakto Ka Tu,
Apne Bhakto Ka Tu,
Bas Deen Daata Hai,
Bhole Shankar Daani,
Tu Jag Ka Vidhata Hai.
Credit Details :
Song: Bhole Shankar Daani Tu Jag Ka Vidhata Hai
Singer: Saurabh-Madhukar
Lyricist: Shri Vinod Agarwal Ji
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।