Kaj Sudhare Bhole Bhakto Ke Rakhwale,
Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Ravan Ko Tune Lanka Diya Hai,
Bhagirath Ko Tune Ganga Diya Hai,
Ganga Ko Tune Neer Diya,
Bhole Rakhwale, Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Bhasmasur Ko Bhole Kankan Diya Hai,
Bhole Usne Tera Peecha Kiya Hai,
Kankan Lekar Unko Naach Nachaya,
Bhole Rakhwale, Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Jo Bhi Aaye Bhole Dwaar Pe Tere,
Jholiyan Bhar Di Uski Tune,
Jo Bhi Maanga Bhole Wo Hi Diya,
Bhole Rakhwale, Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Ramchandra Ko Dhanush Diya Hai,
Mahima Teri Sabse Nyari Hai,
Ram Mandal Mein Bhole Das Tumhare,
Bhole Rakhwale, Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Kaj Sudhare Bhole Bhakto Ke Rakhwale,
Matwale, Rakhwale,
Ki Bam Bam Bhole Shankar,
Gale Mein Naag Pehn Kar,
Ki Dam Dam Damaru Baaje.
Credit Details :
Song: Kaaj Sudhare Bhaktan Ke
Singer: Niranjan Pandya
Lyrics: Traditional
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।