Doha – Devon Ke Mahadev Hai Jinka,
Bigdi Banana Kaam,
Ujjain Ki Pawan Nagri Ko,
Jhuk Jhuk Karun Pranam.
Kshipra Ke Is Pawan Tat Par,
Baithe Hai Mahakal,
Kal Bhi Jinke Dar Pe Aake,
Bole Hai Mahakal.
Ye Dil Qurban Hai,
Bhole Ji Meri Jaan Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hai,
Wo Baba Mahakal Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai.
Jahan Mein Tera Naam Hai,
Tu Devon Mein Mahaaan Hai,
Bhole Ji Tere Naam Se,
Hum Sab Ki Pehchaan Hai,
Niraali Teri Shaan Hai,
Ye Dil Qurban Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai.
Kshipra Ji Nahakar Jo,
Bhole Ko Maanata Hai,
Paap Mit Jaate Hai,
Mahima Jo Gaata Hai,
Hota Malaamal Hai,
Ye Dil Qurban Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai.
Bhasm Ki Aarti Mein,
Bhakt Jab Aate Hai,
Dil Ko Aaraam Mila,
Darsh Jo Paate Hai,
Jaane Ye Jahan Hai,
Kare Ye Nihal Hai,
Ye Dil Qurban Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai.
Ye Dil Qurban Hai,
Bhole Ji Meri Jaan Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai,
Jo Ujjain Ki Shaan Hain,
Wo Baba Mahakal Hai.
Credit Details :
Song: Ujjain Ki Shan Hai Wo Mahakal Hai
Singer: Kapil Aleriya
Lyrics: Vineet Dubey
Music: Krishna Pawar
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।