जहाँ पवन बहे संकल्प लिए
जहाँ पर्वत गर्व सीखातें हैं
जहाँ ऊँचे नीचे सब रस्ते
भक्ति के सुर में गाते हैं ||
उस देवभूमि के ध्यान से
मै धन्य धन्य हो जाता हूँ
उस देवभूमि के ध्यान से
मै धन्य धन्य हो जाता हूँ ||
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ ||
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
हो जाता हूँ, हो जाता हूँ ||
मांडवे की रोटी और हुड़के की थाप
हर एक मन करता शिवजी का जाप
ऋषि मुनियों की है ये तपोभूमी
इतने वीरों की ये जन्मभूमी ||
तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव तुम |
तुम आँचल हो भारत का
जीवन की धूप में छाँव तुम
बस छूने से तर जाए
सबसे पवित्र वो पाँव हो तुम ||
बस लिए समर्पण तन मन से
मै देवभूमी में आता हूँ
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ ||
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ ||
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ
और धन्य धन्य हो जाता हूँ
हो जाता हूँ, हो जाता हूँ ||
है भाग्य मेरा सौभाग्य मेरा
मै तुमको शीश नवाता हूँ
मै तुमको शीश नवाता हूँ ||
Jahan Pawan Bhe Sankalp Liye
Jahan Parvat Garv Seekhate Hain
Jahan Unche Neeche Sab Raste
Bhakti Ke Sur Mein Gaate Hain ||
Us Devbhumi Ke Dhyan Se
Main Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Us Devbhumi Ke Dhyan Se
Main Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon ||
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon ||
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Ho Jata Hoon, Ho Jata Hoon ||
Mandve Ki Roti Aur Hudke Ki Thaap
Har Ek Man Karta Shivji Ka Jaap
Rishi Muniyon Ki Hai Ye Tapobhoomi
Itne Veeron Ki Ye Janmbhoomi ||
Tum Aanchal Ho Bharat Ka
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhaav Tum ||
Tum Aanchal Ho Bharat Ka
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhaav Tum
Bas Chhune Se Tar Jaaye
Sabse Pavitra Wo Paav Ho Tum ||
Bas Liye Samarpan Tan Man Se
Main Devbhumi Mein Aata Hoon
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon ||
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon ||
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Aur Dhanya Dhanya Ho Jata Hoon
Ho Jata Hoon, Ho Jata Hoon ||
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera
Main Tumko Sheesh Navata Hoon
Main Tumko Sheesh Navata Hoon ||
Credit Details :
Song: Main Tumko Shish Navata Hu
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Payal Dev
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।