दोहा – उज्जैन की हर गली गली,
दुल्हन की तरह से सजती है,
और भोले के दरबार में महफिल,
भक्त जनो की लगती है।
ऐ दुनिया वालो आओ,
उज्जैन की नगरी में,
ऐ दुनिया वालो आओ,
उज्जैन की नगरी में,
खुशियों की लहर दौड़ी,
हर एक गली गली में,
और झूम झूम के सब,
ये कहते है मस्ती में,
दूल्हा बने है बाबा,
उज्जैन की नगरी में।।
दीवानों आओ देखो,
क्या धूम मच रही है,
बाबा की आज शादी,
किस तरह रच रही है,
और देखो इस खुशी में,
शहनाई बज रही है,
दूल्हा बने है बाबा,
उज्जैन की नगरी में।।
वो देखो देवी देवता,
स्वर्ग से आ रहे है,
स्वर्ग से फूल लाकर,
सेहरा सजा रहे है,
भूतों की टोली लेके,
बारात ला रहे है,
दूल्हा बने है बाबा,
उज्जैन की नगरी में।।
क्या खूब जच रही है,
शिव गौरा की ये जोड़ी,
गौरा की आस अधूरी,
हो गई है आज पूरी,
खुश हो के देखो नंदी,
ये कहते है मस्ती में,
दूल्हा बने है बाबा,
उज्जैन की नगरी में।।
ऐ दुनिया वालो आओ,
उज्जैन की नगरी में,
ऐ दुनिया वालो आओ,
उज्जैन की नगरी में,
खुशियों की लहर दौड़ी,
हर के गली गली में,
और झूम झूम के सब,
ये कहते है मस्ती में,
दूल्हा बना है भोला,
उज्जैन की नगरी में।।
Doha – Ujjain Ki Har Gali Gali,
Dulhan Ki Tarah Se Sajti Hai,
Aur Bhole Ke Darbaar Mein Mehfil,
Bhakt Jano Ki Lagti Hai.
Ae Duniya Walo Aao,
Ujjain Ki Nagri Mein,
Ae Duniya Walo Aao,
Ujjain Ki Nagri Mein,
Khushiyon Ki Lehar Daudi,
Har Ek Gali Gali Mein,
Aur Jhoom Jhoom Ke Sab,
Yeh Kehte Hai Masti Mein,
Dulha Bane Hai Baba,
Ujjain Ki Nagri Mein.
Deewano Aao Dekho,
Kya Dhoom Mach Rahi Hai,
Baba Ki Aaj Shaadi,
Kis Tarah Rach Rahi Hai,
Aur Dekho Is Khushi Mein,
Shehnai Baj Rahi Hai,
Dulha Bane Hai Baba,
Ujjain Ki Nagri Mein.
Woh Dekho Devi Devta,
Swarg Se Aa Rahe Hai,
Swarg Se Phool Laakar,
Sehra Saja Rahe Hai,
Bhooton Ki Toli Leke,
Baarat La Rahe Hai,
Dulha Bane Hai Baba,
Ujjain Ki Nagri Mein.
Kya Khoob Jach Rahi Hai,
Shiv Gauri Ki Yeh Jodi,
Gauri Ki Aas Adhuri,
Ho Gayi Hai Aaj Puri,
Khush Ho Ke Dekho Nandi,
Yeh Kehte Hai Masti Mein,
Dulha Bane Hai Baba,
Ujjain Ki Nagri Mein.
Ae Duniya Walo Aao,
Ujjain Ki Nagri Mein,
Ae Duniya Walo Aao,
Ujjain Ki Nagri Mein,
Khushiyon Ki Lehar Daudi,
Har Ek Gali Gali Mein,
Aur Jhoom Jhoom Ke Sab,
Yeh Kehte Hai Masti Mein,
Dulha Bana Hai Bhola,
Ujjain Ki Nagri Mein.
Credit Details :
Song: Dulha Bane Hai Baba Ujjain Ki Nagari Mein
Singer: Gajendra Pratap Singh
Music: Nikhar Juneja
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।