Current Date: 17 Sep, 2024

Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale

- Hariharan


Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale,
Bade Sidhe Sadhe Bade Bhole Bhale ।
Mere Man Ke Madir Mein Rahate Hain Shiv Ji,
Yah Mere Nayan Hain Unhin Ke Shivalay ॥

Banalo Unhen Apne Jeevan Ki Aasha,
Sada Dur Tumse Rahegi Nirash ।
Bina Mange Vardan Tumko Milega,
Samajhte Hain Vo to Harek Ki Man Ki Bhasha ॥
Vo Unke Hain Jo Unko Apna Banale… ॥
॥ Mahadev Shankar Hain… ॥

Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale,
Bade Sidhe Sadhe Bade Bhole Bhale ।

Jidhar Dekho Shiv Ki Hai Mahima Nirali,
Ye Data Hai Aur Sari Duniya Savali ।
Jo Is Dwar Pe Apna Vishwas Kar Le,
To Pal Bhar Mein Bhar Jayegi Jholi Khali ॥
Unahi Ke Andhere, Unahi Ke Ujale… ॥
॥ Mahadev Shankar Hain… ॥

Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale,
Bade Sidhe Sadhe Bade Bhole Bhale ।
Mere Man Ke Madir Mein Rahate Hain Shiv Ji,
Yah Mere Nayan Hain Unhin Ke Shivalay ॥

Credit Details :

Song:  Mahadev Shankar Hain Jag Se Nirale
Album: Subah Subah Le Shiv Ka Naam
Singer: Hariharan
Music Director:  Milind Sagar, Durga Prasad
Lyricist: Gauhar Kanpuri

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।