Current Date: 22 Nov, 2024

शिव की कृपा की बरसात (Shiv Ki Kripa Ki Barsat)

- Devendra Pathak


 

बरसात हो रही है,

बरसात हो रही है,

शिव की कृपा की हम पे,

बरसात हो रही है,

बरसात हो रही है।

शिव : नमस्काराथा मंत्र

कण कण में महेश्वर,

आभास हो रहा है,

भोले नाथ की दया का,

एहसास हो रहा है,

दिन रात हो रही है,

दिन रात हो रही है,

शिव की कृपा की हम पे,

बरसात हो रही है,

बरसात हो रही है।

 

मेरे रोम रोम में

शिव भक्ति समा रही है,

मेरी धड़कनो से

हर पल आवाज आ रही है,

मुलाक़ात हो रही है,

मुलाक़ात हो रही है,

शिव की कृपा की हम पे,

बरसात हो रही है,

बरसात हो रही है।

हंसराज रघुवंशी का सबसे मनमोहक भजन : पार्वती बोली शंकर से

कुलदीप अपनी मंजिल,

देवेन्द्र पा रहा है,

जब से कैलाशपति का

गुणगान गा रहा है,

भली भाँती हो रही है,

भली भाँती हो रही है,

शिव की कृपा की हम पे,

बरसात हो रही है,

बरसात हो रही है।।

 

Barsaat Ho Rahi Hai,

Barsaat Ho Rahi Hai,

Shiv Ki Kripa Ki Hum Pe,

Barsaat Ho Rahi Hai,

Barsaat Ho Rahi Hai.

Shiva : Namaskaratha Mantra

Kan Kan Mein Maheshwar,

Aabhaas Ho Raha Hai,

Bhole Nath Ki Daya Ka,

Ehsaas Ho Raha Hai,

Din Raat Ho Rahi Hai,

Din Raat Ho Rahi Hai,

Shiv Ki Kripa Ki Hum Pe,

Barsaat Ho Rahi Hai,

Barsaat Ho Rahi Hai.

 

Mere Rom Rom Mein

Shiv Bhakti Sama Rahi Hai,

Meri Dhadkano Se

Har Pal Aawaaz Aa Rahi Hai,

Mulaakaat Ho Rahi Hai,

Mulaakaat Ho Rahi Hai,

Shiv Ki Kripa Ki Hum Pe,

Barsaat Ho Rahi Hai,

Barsaat Ho Rahi Hai.

The most charming bhajan of Hansraj Raghuwanshi : Parvati Boli Shankar Se

Kuldeep Apni Manzil,

Devendra Pa Rahi Hai,

Jab Se Kailashpati Ka

Gunagaan Ga Rahi Hai,

Bhali Bhaanti Ho Rahi Hai,

Bhali Bhaanti Ho Rahi Hai,

Shiv Ki Kripa Ki Hum Pe,

Barsaat Ho Rahi Hai,

Barsaat Ho Rahi Hai.

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।