Sawan Ki Rut Hai Aaja Maa
Hum Jhula Tujhe Jhulayenge
Fulo Se Sajayenge Tujhko
Mehandi Hatho Me Lagayenge
Koi Bhet Karega Chunri
Koi Pehnayega Chudi
Mathe Pe Lagayega Maa
Koi Bhakt Sindoori
Koi Liye Khada Hai Payal
Laya Hai Koi Kangana
Jin Raho Se Aayenge
Maa Tu Bhakto Ke Angana
Hum Palke Waha Bichayenge
Sawan Ki Rut Hai Aaja Maa
Maa Amba Ki Dali Pe Jhoola
Bhakto Ne Sajaya
Chandan Ki Bichai Chonki
Shradha Se Tujhe Bhulaya
Ab Chhod De Aankh Micholi
Aaja O Maiya Bholi
Hum Taras Rahe Hai Kab Se
Sunane Ko Teri Boli
Sawan Ki Rut Hai Aaja Maa
Lakho Ho Roop Maa Tere
Chahe Jis Roop Me Aaja
Naino Ki Pyaas Bhuja Ja
Bas Ek Jhalak Dikhla Ja
Jhoole Pe Tujhe Bitha Ke
Tujhe Dil Ka Haal Suna Ke
Phir Meve Aur Mishri Ka
Tujhe Prem Se Bhog Laga Ke
Tere Bhawan Pe Daud Ke Aayenge
Sawan Ki Rut Hai Aaja Maa
Credit Details :
Song: Sawan Ki Rut Hai Aaja Maa
Singer: Sonu Nigam
Music Director: Amar Haldipuri
Lyricist: Ravi Chopra
Album: Meri Maa
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।