Current Date: 22 Jan, 2025

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye

- Mohammed Rafi & Narendra Chanchal


Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।
Jyota Waliye, Pahada Waliye, Mehra Waliye ।।

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।।

Sara Jag Hai Ek Banjara,
Sara Jag Hai Ek Banjara ।
Sab Ki Manjil Tera Dwara,
Uche Parwat Lamba Rasta ।
Uche Parwat Lamba Rasta,
Par Me Rah Naa Paaya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।।

Sune Man Me Jal Gayi Baati,
Tere Path Me Mil Gaye Saathi ।
Muh Kholu Ky Tujh Se Mangu,
Muh Kholu Ky Tujh Se Mangu ।
Bin Mange Sab Paaya Shera Waliye,
Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye ।
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।।

Kon Hai Raja Kon Bikhari,
Ek Barabar Tere Sare Pujari ।
Tune Sab Ko Darshan Deke,
Tune Sab Ko Darshan Deke ।
Apne Gale Lagaya Shera Waliye,
Tune Mujhe Buaya Shera Waliye ।
Jyota Waliye, Pahada Waliye, Mahra Waliye ।।

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।
Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye,
Me Aaya Me Aaya Shera Waliye ।।

Oo Prem Se Bolo, Jai Mata Di ।।
Oo Sare Bolo, Jai Mata Di ।।
Oo Aate Bolo, Jai Mata Di ।।
Oo Jate Bolo, Jai Mata Di ।।
Oo Kasth Niware, Jai Mata Di ।।
Oo Paar Nikle, Jai Mata Di ।।
Devi Maa Bholi, Jai Mata Di ।।
Bhar De Jholi, Jai Mata Di ।।
Waade Ke Darshan, Jai Mata Di ।।
Jai Mata Di, Jai Mata Di ।।

Credit Details :

Song: Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye
Singer: Mohammed Rafi, Narendra Chanchal
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।