Current Date: 18 Jan, 2025

Shiv Chalisa

- Anuradha Paudwal


Dohā:
Jai Ganesh Girija Suvan,
Mangal Mool Sujan.
Kahat Ayodhyadas Tum,
Dehu Abhay Varadan.

Chaupāī:
Jai Girija Pati Deen Dayala,
Sada Karat Santan Pratipala.

Bhaal Chandrama Sohat Neeke,
Kanan Kundal Nagaphani Ke.

Ang Gaur Shir Ganga Bahaye,
Mundamal Tan Kshar Laye.

Vastr Khaal Baghambar Sohe,
Chavi Ko Dekh Naag Man Mohe.

Maina Maatu Ki Have Dulari,
Baam Ang Sohat Chavi Nyari.

Kar Trishul Sohat Chavi Bhari,
Karat Sada Shatrun Kshaykari.

Nandi Ganesh Sohai Tahan Kaise,
Sagar Madhya Kamal Hai Jaise.

Kartik Shyam Aur Ganarau,
Ya Chavi Ko Kahi Jat Na Kau.

Devan Jabhim Jay Pukara,
Tabhi Dukh Prabhu Aap Nivara.

Kiya Upadrav Tarak Bhari,
Devan Sab Mil Tumhin Juhari.

Turat Shadanan Aap Pathayu,
Lavinmesh Maham Mari Girayu.

Aap Jaladhar Asur Sanhara,
Suyash Tumhar Vidit Sansara.

Tripurasur San Yuddh Machai,
Sabhin Kripa Kar Leen Bachai.

Kiya Tapahin Bhagirath Bhari,
Purab Pratigya Tasu Purari.

Danin Mahan Tum Sam Ko Nahi,
Sevak Stuti Karat Sadhahi.

Ved Naam Mahima Tava Gai,
Akath Anadi Bhed Nahi Pai.

Prakati Uddhi Manthan Mein Jwala,
Jarat Surasur Bhaye Vihala.

Kihni Daya Tahan Kari Sahai,
Neelkanth Tab Naam Kahai.

Pujan Ramachandra Jab Kinha,
Jeet Ke Lanka Vibhishan Dinha.

Sahas Kamal Mein Ho Rahe Dhari,
Kihni Pariksha Tabhi Purari.

Ek Kamal Prabhu Rakheu Joi,
Kamal Nayan Pujan Chahen Soi.

Kathin Bhakti Dekhi Prabhu Shankar,
Bhe Prasann Diye Ichhit Var.

Jai Jai Jai Anant Avinashi,
Karat Kripa Sab Ke Ghatwasi.

Dusht Sakal Nit Mohe Satavai,
Bhramat Rahau Mohe Chain Na Avai.

Trahi Trahi Main Nath Pukaro,
Yehi Avsar Mohe Aan Ubaro.

Lai Trishul Shatrun Ko Maro,
Sankat Se Mohe Aan Ubaro.

Mat-Pita Bhrata Sab Hoi,
Sankat Mein Poochat Nahi Koi.

Swami Ek Hai As Tumhari,
Aay Harahu Mam Sankat Bhari.

Dhan Nirdhan Ko Det Sadahi,
Jo Koi Janche So Phal Pahi.

Astuti Kehi Vidhi Karain Tumhari,
Kshamahu Nath Ab Chook Hamari.

Shankar Ho Sankat Ke Nashan,
Mangal Karan Vighn Vinashan.

Yogi Yati Muni Dhyan Lagavain,
Sharad Narad Sheesh Navavain.

Namo Namo Jai Namah Shivaya,
Sur Brahmadik Paar Na Paya.

Jo Yah Path Kare Man Lai,
Ta Par Hot Hai Shambhu Sahai.

Rniyan Jo Koi Ho Adhikari,
Path Kare So Pavan Hari.

Putra Heen Kar Ichha Joi,
Nischay Shiv Prasad Tehi Hoi.

Pandit Trayodashi Ko Lave,
Dhyan Purvak Hom Karave.

Trayodashi Vrat Karai Hamesha,
Take Tan Nahi Rahe Kalesha.

Dhoop Deep Naivedya Chadhaave,
Shankar Sammukh Path Sunave.

Janm Janm Ke Paap Nasave,
Ant Dham Shivpur Mein Pave.

Kahain Ayodhyadas Aas Tumhari,
Jani Sakal Dukh Harahu Hamari.

Dohā:
Nitt Nem Kar Pratah Hi,
Path Karauṁ Chālīsā.
Tum Meri Manokamana,
Purn Karo Jagdish.

Magasar Chhathi Hemant Ritu,
Sanvat Chausath Jan.
Astuti Chālīsā Shivahi,
Purn Keen Kalyan.

Credit Details :

Song: Shiv Chalisa
Singer: Anuradha Paudwal
Composer: Shekhar Sen
Lyricist: Traditional

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।