Current Date: 22 Jan, 2025

भक्तो के द्वार पधारो लिरिक्स (Bhakto Ke Dwar Padharo Lyrics)

- Pandit Santosh Tiwari


भक्तो के द्वार पधारो लिरिक्स हिंदी में (Bhakto Ke Dwar Padharo Lyrics In Hindi)

भक्तो के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन,
हर बिगड़े काज सवारों,
प्यारे गौरी के ललन,
गौरी के ललन,
महामाई के ललन,
भोलेनाथ के ललन,
भक्तो के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।
 
भाँति भाँती के फूल मँगाए,
मंडप द्वार सजाए है,
श्रद्धा भक्ति और लगन से,
अंगना चौक पुराए है,
धुप दिप से महक उठे,
भक्तो के घर आँगन,
भक्तों के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।
 
पूजा थाल सजाई पावन,
घी के दिप जलाए है,
मेवा खीर मिठाई लाडू,
मोदक भोग बनाए है,
मूषक वाहन बैठ,
चले आओ गिरिजानंदन,
भक्तों के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।
 
ढोल मंजीरे झांझ बजा,
गुणगान तुम्हारे गाते है,
गौरी सूत गिरजेश पधारो,
जय जयकार लगाते है,
भक्तो में गणराज आज,
बस लागि यही लगन,
भक्तों के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।
 
लम्बोदर गणपति द्वार पे,
भक्त जनो के आ जाओ,
बिगड़ी बात बनाओ,
सारे बिगड़े काज बना जाओ,
सदा ‘तिवारी’ कहे भक्ति में,
होकर यूँही मगन,
भक्तों के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।
 
भक्तो के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन,
हर बिगड़े काज सवारों,
प्यारे गौरी के ललन,
गौरी के ललन,
महामाई के ललन,
भोलेनाथ के ललन,
भक्तो के द्वार पधारो,
प्यारे गौरी के ललन।।

भक्तो के द्वार पधारो लिरिक्स अंग्रेजी में (Bhakto Ke Dwar Padharo Lyrics In English)

Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyaare Gauri Ke Lalna,
Har Bigade Kaaj Savaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna,
Gauri Ke Lalna,
Mahaamaai Ke Lalna,
Bholenath Ke Lalna,
Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.
 
Bhaanti Bhaanti Ke Phool Mangaaye,
Mandap Dwaar Sajaaye Hai,
Shraddha Bhakti Aur Lagan Se,
Angana Chauk Puraaye Hai,
Dhup Deep Se Mahak Uthe,
Bhakto Ke Ghar Aangan,
Bhakton Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.
 
Pooja Thaal Sajaai Paavan,
Ghee Ke Deep Jalaaye Hai,
Mewa Kheer Mithaai Laadoo,
Modak Bhog Banaaye Hai,
Mooshak Vahan Baith,
Chale Aao Girijaanandan,
Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.
 
Dhol Manjeere Jhaanjh Baja,
Gunagaan Tumhaare Gaate Hai,
Gauri Soot Girijesh Padhaaro,
Jay Jaykaar Lagaate Hai,
Bhakto Mein Ganaraj Aaj,
Bas Laagi Yehi Lagan,
Bhakton Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.
 
Lambodar Ganapati Dwaar Pe,
Bhakt Jano Ke Aa Jaao,
Bigdi Baat Banaao,
Saare Bigde Kaaj Bana Jaao,
Sada 'Tiwari' Kahe Bhakti Mein,
Hokar Yunhi Magan,
Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.
 
Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna,
Har Bigade Kaaj Savaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna,
Gauri Ke Lalna,
Mahaamaai Ke Lalna,
Bholenath Ke Lalna,
Bhakto Ke Dwaar Padhaaro,
Pyare Gauri Ke Lalna.

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।