Jahan Pavan Bhe Sankalp Liye,
Jahan Parvat Garv Seekhate Hain,
Jahan Unche Neeche Sab Raste,
Bhakti Ke Sur Mein Gaate Hain....
Us Devbhoomi Ke Dhyan Se,
Main Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Us Devbhoomi Ke Dhyan Se,
Main Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon....
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Ho Jata Hoon, Ho Jata Hoon....
Mandve Ki Roti Aur Hudke Ki Thaap,
Har Ek Man Karta Shivji Ka Jaap,
Rishi Muniyon Ki Hai Ye Tapobhoomi,
Itne Veeron Ki Ye Janmbhoomi....
Tum Aanchal Ho Bharat Ka,
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhaav Tum....
Tum Aanchal Ho Bharat Ka,
Jeevan Ki Dhoop Mein Chhaav Tum,
Bas Chhoone Se Tar Jaye,
Sabse Pavitra Wo Paav Ho Tum....
Bas Liye Samarpan Tan Man Se,
Main Devbhoomi Mein Aata Hoon,
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon...
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Aur Dhany Dhany Ho Jata Hoon,
Ho Jata Hoon, Ho Jata Hoon...
Hai Bhagya Mera Saubhagya Mera,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon,
Main Tumko Sheesh Navaata Hoon...
Credit Details :
Song: Main Tumko Shish Navata Hoon
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Payal Dev
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।