Current Date: 26 Feb, 2025

Saanso Ki Mala Pe Simru Main Shiv Ka Naam

- Ashok Bhayani


Sanso Ki Mala Pe,
Simru Main Shiv Ka Naam,
Ab To Duniya Dari Se Hai,
Mera Kya Kaam....

Shiv Ke Rang Mein Aisi Dooba,
Ban Gaya Ek Hi Roop,
Shiv Ki Mala Japte Japte,
Ho Gayi Subah Shaam,
Sanso Ki Mala Pe.....

Shivji Mere Dil Mein Base Hai,
Sang Rahe Din Raat,
Apne Man Ki Main Jaanu,
Sab Ke Man Ki Ram,
Sanso Ki Mala Pe....

Shivji Mere Antaryami,
Shivji Mere Swami,
Shivji Ke Charno Mein Arpan,
Ye Jeevan Tamam,
Sanso Ki Mala Pe....

Prem Piyaala Jabse Piya Hai,
Jee Ka Hai Ye Haal,
Angaaro Pe Neend Aa Jaye,
Aur Kanto Pe Aaram,
Sanso Ki Mala Pe....

Sanso Ki Mala Pe,
Simru Main Shiv Ka Naam,
Ab To Duniya Dari Se Hai,
Mera Kya Kaam,
Sanso Ki Mala Pe,
Simru Main Shiv Ka Naam.....

Credit Details :

Song: Saanso Ki Mala Pe Simru Main Shiv Ka Naam
Singer: Ashok Bhayani

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।