Jatatavigalajjjalapravahpavitastahle,
Gale'valambya Lambitam Bhujangatungamalikam,
Damaddamaddamaddamanninadavaddamarvayam,
Chakara Chandak Tandavam Tanotu Nah Shivah Shivam.
Shma Priye Aneshvara, Shashvataa Digambara,
Trigeshvara, Khattavige, Maheshvara O Shankara.
Ganga Dhara, Yageshvara, Stavige Visheshvara,
Kshitivira Aneshvara Jata Dhara O Shankara.
Duniya Banane Wale,
Shankara, Shankara, Shankara, O Shankara.
Baitha Brahmand Sambhale,
Shankara, Shankara, Shankara, O Shankara.
Duniya Banane Wale,
Baitha Brahmand Sambhale.
Jab Dharti Pe Pralay Tha,
Tune Jeevit Kiye Shivalay.
Ganga Dharti Pe Utaari,
Tune Chand Gagan Pe Dhara.
Shankara O Shankara.
Singh Busha Dhaari Ab Khol Netra,
Dekhle Sansaar Mein Ye Kya Ho Raha.
Neel Lohii Vamdev Teerth Shekhara,
Manav Ka Haal Aake Dekhle Zara.
Ham Aaye Teri Sharan Mein,
Swarg Thahra Hai Tere Charan Mein.
Tu Duniya Ka Rakshak Hai,
Tune Vish Kanth Mein Bhara.
Shankara O Shankara.
Credit Details :
Song: Shankara
Singer: Abhilipsha Panda
Composition: Abhijeet Gadwe & Manisha Vyas
Lyrics: Ashok Punjabi
अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।