Current Date: 21 Feb, 2025

Man Vrindavan Bas Ja

- Vaishnavacharya Dheeraj Bawwra Ji


Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Radhe Radhe Ki Ratan Laga Shyam Ko Paana Hai
Radhe Radhe Ki Ratan Laga Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai

Yamuna Kinare Kunj Latan Mein Seva Kunj Ki Latan Patan Mein
Yamuna Kinare Kunj Latan Mein Seva Kunj Ki Latan Patan Mein
Kabhi Chupke Se Usko Bula Kabhi Chupke Se Usko Bula Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai

Kajraari Aankhon Wala Wo Braj Ka Gwala Gaye Charane Wala Natkhat Niraala
Kajraari Aankhon Wala Wo Braj Ka Gwala Gaye Charane Wala Natkhat Niraala
Uski Surat Ko Dil Mein Basa Uski Surat Ko Dil Mein Basa Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai

Sang Mein Kishori Ji Ke Jodi Suhaani Bawra Ke Dil Ki Yehi Hai Kahani
Sang Mein Kishori Ji Ke Jodi Suhaani Bawra Ke Dil Ki Yehi Hai Kahani
Apni Hasti Ko Khud Hi Mita Apni Hasti Ko Khud Hi Mita Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Man Vrindavan Bas Ja Shyam Ko Paana Hai
Radhe Radhe Ki Ratan Laga Shyam Ko Paana Hai
Shyam Ko Paana Hai Shyam Ko Paana Hai
Shyam Ko Paana Hai Shyam Ko Paana Hai

Credit Details :

Song: Man Vrindavan Bas Ja
Singer: Vaishnavacharya Dheeraj Bawwra Ji
Music: Bijender Chauhan
Lyrics: Vaishnavacharya Dheeraj Bawwra Ji

अगर आपको यह भजन अच्छा लगा हो तो कृपया इसे अन्य लोगो तक साझा करें।